Thursday, May 22, 2008

Banku Bhaiya Kabhi Na Haare

Kya dhaasoon movie banai hai - Bhootnath! Dil ko choo gayi:)
Best was Banku scaring the Bhooth - Mr. Bachhan!
Banku bhaiya kabhi na haare, Banku Bhaiya
Karde Sabke Vaare Nyaare,
Banku Bhaiya!!!

1 comment:

Unknown said...

Bhaiya mujhe toh yeh movie maha bakwaas lagi..........first half toh theek tha but second half was just another emotional garbage........